Roman script

aaj yaar ke najaare yaaro rab dekha rab dekha

aaj yaar ke najaare yaaro rab dekha rab dekha

vo bhi dekha to vo bhi dekha to yaar ke sabab dekha

aaj yaar ke najaare yaaro rab dekha rab dekha aaj yaar ke

us rab sa najara hai anokhe yaar ka

chehra dekh le jo yaar ka vo dil harta

us rab sa najara hai anokhe yaar ka

chehra dekh le jo yaar ka vo dil harta

dil chalne ka dil chalne ka dang hai ajab dekha

rab dekha aaj yaar ke najaare yaaro rab dekha 

rab dekha aaj yaar ke

julfe yaar ki jo aa ke mukhade pe padti hai

jaise bijali ke sath ghataye ladti hai

julfe yaar ki jo aa ke mukhade pe padti hai

jaise bijali ke sath ghataye ladti hai

in aankho ne in aankho ne mahi jab jab dekha rab dekha

aaj yaar ke najaare yaaro rab dekha rab dekha aaj yaar ke

yaar nikala maykhane jab le ke mastiya

jukh gayi uske samne thi sab hastiya

yaar nikala maykhane jab le ke mastiya

jukh gayi uske samne thi sab hastiya

khol aankhe khol aankhe najara aji sab dekha rab dekha 

aaj yaar ke najaare yaaro rab dekha rab dekha aaj yaar ke

parde aankho se hata ke jab yaar ko dekha

meri mukhde kitab ko na jhel saka

parde aankho se hata ke jab yaar ko dekha

meri mukhde kitab ko na jhel saka

us rab ne ji us rab ne ji jab naya rab dekha rab dekha

aaj yaar ke najaare yaaro rab dekha rab dekha

vo bhi dekha to vo bhi dekha to yaar ke sabab dekha

aaj yaar ke najaare yaaro rab dekha rab dekha aaj yaar ke

Explore this song