Roman script

aaj udhta hua ek panchi, zindagi ki bahar me aaya

aaj udhta hua ek panchi, zindagi ki bahar me aaya

fir nayi mastiya sath le kar, najaro me sath le kar aaya

aaj udhta hua ek panchi, zindagi ki bahar me aaya

aaj duniya jawaa ho gayi hai, jindgi meharba ho gayi hai

aaj duniya jawaa ho gayi hai, jindgi mehraba ho gayi hai

ye baharo teri kahani 

ab meri dasta ho gayi hai

ab meri dasta ho gayi hai, mil gayi ab mujhe meri manzil

mai hasi yadgaro me aaya, mai hasi yadgaro me aaya

aaj udhta hua ek panchi, zindagi ki bahar me aaya

aa gaya fir suhana savera, mit gaya shame ghum ka andhera

aa gaya fir suhana savera, mit gaya shame ghum ka andhera

gungunane lagi hai ye bahare 

fir hawao ne nagama bakhera

fir hawao ne nagama bakhera, saaj fir chid gaye jindgi ke

rang fir dil ke taro me aaya

rang fir dil ke taro me aaya

aaj udhta hua ek panchi, zindagi ki bahar me aaya

aaj ki bekhudi ka batau, nagama ye jindgi ka sunau

aaj ki bekhudi ka batau, nagama ye jindgi ka sunau

ye bahare ye gulake ye kaliya 

inse apni khushi kya chupau

inse apni khushi kya chupau, jo mera raaj dil dal ke hai

mai unhe rajdaro me aaya,  mai unhe rajdaro me aaya 

aaj udhta hua ek panchi, zindagi ki bahar me aaya

Explore this song