Roman script

aaj tu yaad aayi, is tanha dil ko mere

aaj tu yaad aayi

kuch aisa hi tha wo mausam

jab le chala tha tujhe main

kuch aisa hi tha wo mausam

jab le chala tha tujhe main

tez raftar thi wo

masti me madhosh tha main

pal bhar jo bahki najar

ek haadsa wo hasar

teri aakhiri wo najar

ab tak hai dil me samayi

aaj tu yaad aayi, is tanha dil ko mere

aaj tu yaad aayi

ye tanha kadam mere ab

khud se hi hai ladkhadte

ye tanha kadam mere ab

khud se hi hai ladkhadte

pyase mere ye jo lab hai

bas tere hi geet gaate

jise maangta main raha

rahi ansuni wo dua

aise hi kyu ae khuda

kismat me likh di judai

aaj tu yaad aayi, is tanha dil ko mere

aaj tu yaad aayi

aankho me aaj tak wo

aansu tere dard ke hai

aise hai zakhm saare

bharke bhi jo na bhare hai

dil ye mera kah raha hai

bin tere nahi hai jeena mujhe

aaj tu yaad aayi

aaj tu yaad aayi

Explore this song