Roman script

aaj tu gair sahi pyar se bair sahi

aaj tu gair sahi pyar se bair sahi

teri aankho me koi pyar ka paigam nahi

tujhko apna na banaya to mera naam nahi

tujhko apna na banaya to mera naam nahi

aaj tu gair sahi pyar se bair sahi

teri aankho me koi pyar ka paigam nahi

tujhko apna na banaya to mera naam nahi

tujhko apna na banaya to mera naam nahi

o tune thukraya tha jis dil ko kisi ki khatir

aaj us dil me bhagawat ke siva kuch bhi nahi 

jinme sapne the tere pyar ke aye janewafa

aaj un aankho me nafrat ke siva kuch bhi nahi

pyar ki aag me

pyar ki aag me sang dil me jala hu kitna

tujhko utna na jalaya to mera naam nahi

tujhko apna na banaya to mera naam nahi

sari duniya me kapat tujhse mohabbat ki hai

tu kisi aur ki ho jaye ye mumkin hi nahi

naam tera hi mere hi naam ke sath aayega

tu kisi aur ki kahlaye ye mumkin hi nahi

naz hai tujko

naz hai tujko bahut husn pe apne

lekin tere sar ko na jhukaya to mera naam nahi

tujhko apna na banaya to mera naam nahi

ho tere mathe pe mere pyar ka tika hoga

zulf teri mere shano pe lehrayegi

hai yaki mujhko ke magrur jawani

teri mom banke meri baho me simat aayegi

sangmarmar se hansi

sangmarmar se hansi tere badan pe sang dil

lal joda na sajaya to mera naam nahi 

tujhko apna na banaya to mera naam nahi

aaj tu gair sahi pyar se bair sahi

teri aankho me koi pyar ka paigam nahi

tujhko apna na banaya to mera naam nahi

tujhko apna na banaya to mera naam nahi

Explore this song