Roman script

kyu ek dil hokar do kahlaye hum

kyu na mile aise ek ho jaye hum

kyu ek dil hokar do kahlaye hum

kyu na mile aise ek ho jaye hum

amrit mera tu pee le

jahar tera sab mai pee lu

tujh par sab kuch war ke mai bhi

kyu na amar hokar jee lu

preet kare so matlab jane

o preet kare so matlab jane

tan me aag lagane ka

yaar yahi to mauka hai

yaar yahi to mauka hai

jee lene ka mar jane ka

aaj teri baho me aakar

hosh kise kahi jane ka

yaar yahi to mauka hai

yaar yahi to mauka hai

jee lene ka mar jane ka

Explore this song