Roman script

aaj socha hai aaj socha hai khayalo me bulakar 
tumko pyar ke naam pe thodi si shikayat kar le
aaj socha hai aaj socha hai khayalo me bulakar 
tumko pyar ke naam pe thodi si shikayat kar le aaj socha hai
aise bichhade ho ki jaise kabhi milna hi nahi
aise bhule ho ki jaise kabhi jana hi na tha
ajnabi banke agra yuhi sitam dhana tha
pas aana hi na tha pas bulana hi na tha
aao tute huye aao tute huye khawabo 
diya rach kar le aaj socha hai
ranjise bhi wahi palti hai jaha pyar pale
pyar hi jisse nahi us se gila kya hoga 
meri ummid hai tu teri tamana mai hu
aur chahat ki duwao ka sila kya hoga ranjise bhul ke 
ranjise bhul ke khawabo ko hkikat kar le aaj socha hai

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Sulakshana Pandit, Mohammed Rafi