Roman script

ham aur tum the sathi, abhi hai kal ki bat

aaj safar me tumne kyo, chhod diya mera sath

ham aur tum the sathi, abhi hai kal ki bat

aaj safar me tumne kyo, chhod diya mera sath

jalta hai dil main phir bhi khamosh hu

jalta hai dil main phir bhi khamosh hu

tumse karu kya sikwa kya dosh du

hamare tumhare, hamare tumhare 

armano ki ye kaise lut gayi barat

aaj safar me tumne kyu chhod diya mera sath

kaise hai ye andhere dhalte nahi 

kaise hai ye andhere dhalte nahi

milo talak ujale milte nahi

hamare tumhare, hamare tumhare 

jivan me kaise aayi ye andhiyari rat

aaj safar me tumne kyu chhod diya mera sath

ji chahta hai chhod du dunia teri

ji chahta hai chhod du dunia teri

marne na de mujhe magar mamta meri

hamare tumhare, hamare tumhare

sapno jo sach hue the thame hai mera hath

aaj safar me tumne kyu chhod diya mera hath

tune kabhi kaha tha marke bhi hum 

tune kabhi kaha tha marke bhi hum

tumse kabhi na honge dur sanam

hamare tumhare, hamare tumhare 

jiwan ki har dagar pe hatho me honge hath

bich safar me kyu tum chhod chale mera sath

Explore this song