Roman script

aaj fir unka samna hoga

aaj fir unka samna hoga

kya pata uske baad kya hoga

aaj fir unka samna hoga

aasmaa ro raha hai do din se

aasmaa ro raha hai do din se

aasmaa ro raha hai do din se

aapne kuchh kaha suna hoga 

aapne kuchh kaha suna hoga 

aaj fir unka samna hoga

do kadam par sahi tera guncha 

do kadam par sahi tera guncha 

ye bhi sadiyo ka faasla hoga

ye bhi sadiyo ka faasla hoga

aaj fir unka samna hoga

ghar jalta hai roshni ke liye

ghar jalta hai roshni ke liye

koi mujhsa bhi diljala hoga

koi mujhsa bhi diljala hoga

aaj fir unka samna hoga

Explore this song