Roman script

aaj nashe mein raat hai huyi koyi na koyi baat hai

hosh kisi ko hai kahaan behke huye jajbaat hai  

teer ishaaron mein chala pyaar hai ya daga

koi meherbaan kyun hua dil yeh hamesha tha fida  

main fida main fida

nazro ki haay kya ada pyaar se dil chhu liya

hosh hamaara gum hua keh diya dil ne marhaba  

marhaba marhaba 

aaj nashe mein raat hai huyi koyi na koyi baat hai

hosh kisi ko hai kahaan behke huye jajbaat hai

Explore this song