Roman script

aaj naach naach ke tufaan wo uthayenge 

hum tumhara faisla hi aaj karke jaayenge

ab humari hai taiyari, lo tumhaari aayi baari 

yaad kare umar bhar ko sabak to hum sikhayenge 

husn hai jawaani hai shabaab mere paas hai 

tere har sawaal ka jawaab mere paas hai 

o bekhabar dekh idhar humse mila ek najar 

ek ek julm ka hisaab hum chukayenge

aaj naach naach ke tufaan wo uthayenge 

hum tumhara faisla hi aaj karke jaayenge

ab humari hai taiyari, lo tumhaari aayi baari 

yaad kare umar bhar ko sabak to hum sikhayenge 

aaj naach naach ke tufaan wo uthayenge 

hum tumhara faisla hi aaj karke jaayenge

tune samjha jindagi humari tere haath hai 

pata nahi tujhe ki khuda humaare saath hai 

lut jaayega mit jaayega is jahaa se uth jaayega 

bujh sake na jo kabhi wo aag hum lagayenge 

aaj naach naach ke tufaan wo uthayenge 

hum tumhara faisla hi aaj karke jaayenge

ab humari hai taiyari, lo tumhaari aayi baari 

yaad kare umar bhar ko sabak to hum sikhayenge 

aaj naach naach ke tufaan wo uthayenge 

hum tumhara faisla hi aaj karke jaayenge

Explore this song