Roman script

aaj mere jiwan ke nabh me chayi hai andhiyari 
aaj mere jiwan ke nabh me chayi hai andhiyari
mere dard na jane koi mere dard na jane koi 
main vipda ki mari main vipda ke mari 
aaj mere jiwan ke nabh me chayi hai andhiyari
mere pita jinhone mujhko balapan se pyar kiya 
mujhse nata tod unhone piya ko karagar diya 
piya ko karagar diya 
bhagy nirdyi ne kyu meri 
banti haye bigaade banti haye bigaade
aaj mere jiwan ke nabh me chayi hai andhiyari
prem paap kaise ho jaye koi mujhe bataye 
prem paap kaise ho jaye koi mujhe bataye
ye kaisa apradh krm ke pritam jo apnaye 
pritam jo apnaye 
prem ki dipak mein jalne ki 
prem ki dipak mein jalne ki 
baari aaja humari 
baari aaja humari
aaj mere jiwan ke nabh me chayi hai andhiyari

Song details

Song video

Watch on YouTube