Roman script

aaj mera bhi arma nikal jayega 

aaj mera bhi arma nikal jayega 

aaj mera bhi arma nikal jayega 

jispe bijli jispe bijli giregi vo jal jayega

jispe bijli giregi vo jal jayega

aaj mera bhi arma nikal jayega 

aaj mera bhi arma nikal jayega 

hotho se pee le hotho se pee le ye tere liye jaam hai 

pyar me to jahar log pee lete hai 

meri jawani meri jawani ada sab tere naam hai 

pyar me jo bhi marte hai jee lete hai 

fir ye mausam fir ye mausam ye mauka nikal jayega 

fir ye mausam ye mauka nikal jayega 

aaj mera bhi arma nikal jayega 

aaj mera bhi arma nikal jayega 

meri wafaye meri wafaye to sab tujhko malum hai 

bewafai bhi ab jaan jayega tu 

tu hai khiladi tu hai khiladi to mai bhi anadi nahi 

maut se pahle ye maan jayega tu 

kal ko tera kal ko tera mukkdar badal jayega 

kal ko tera mukkdar badal jayega 

aaj mera bhi arma nikal jayega 

aaj mera bhi arma nikal jayega 

jispe bijli jispe bijli giregi vo jal jayega

jispe bijli giregi vo jal jayega

aaj mera bhi arma nikal jayega 

aaj mera bhi arma nikal jayega

Explore this song