Roman script

aaj main khud se hi ladta gaya

kal bhi main pankhe ko taktaa gaya

tanhai kahti thi nadaa ho tum 

aur main tanhai pe hasta gaya

khamoshi kahti thi nadaa ho tum

aur main khamoshi pe hasta gaya

aaj main khud se hi ladta gaya

kal bhi main pankhe ko taktaa gaya

tanhai kahti thi nadaa ho tum 

aur main tanhai pe hasta gaya

sochta gaya kya sach hai aur kya jhooth

har jhooth ko sach phir jhootha laga

jindagi me pehli baar main khud ko

aaine me mayine me sachcha laga

sochta gaya kya sach hai aur kya jhooth

har jhooth ko sach jhootha laga

jindagi me pehli baar main khud ko

aaine me sachcha laga

tanhai kahti thi nadaa ho tum 

aur main tanhai pe hasta gaya

khamoshi kahti thi nadaa ho tum

aur main khamoshi pe hasta gaya

tanhai kahti thi nadaa ho tum 

aur main tanhai pe hasta gaya

khamoshi kahti thi nadaa ho tum

aur main khamoshi pe hasta gaya

Explore this song