Roman script

zindagi ho gayi kitni hasi

aarzu ab koi dil me nahi

jo bhi manga wo maine paya

aaj kuch aur hi maza aaya

aaj kuch aur hi maza aaya

zindagi ho gayi kitni hasi

aarzu ab koi dil me nahi

jo bhi manga wo maine paya

aaj kuch aur hi maza aaya

aaj kuch aur hi maza aaya maza aaya

dekhte dekhte mai hui kya se kya

motiyo me tuli meri har ek ada

maine apne har jalwe ka uncha mol chukaya

ab yaha koi bhi mujhsa nahi

mai dharu pav to thanke jami

nagme bikhere mera saya

aaj kuch aur hi maza aaya

aaj kuch aur hi maza aaya maza aaya

jo tassvur mila usko tasvir di 

apne har khwab ko maine tabir di 

jo bhi mere dil ne socha karke bhi dikhlaya

kyu na mai chum lu apni jabi

aa gaya ab mujhe apna yaki

maine kismat ka sar jhukaya

aaj kuch aur hi maza aaya

aaj kuch aur hi maza aaya

zindagi ho gayi kitni hasi

aarzu ab koi dil me nahi

jo bhi manga wo maine paya

aaj kuch aur hi maza aaya

aaj kuch aur hi maza aaya

aaj kuch aur hi maza aaya

aaj kuch aur hi maza aaya maza aaya

Explore this song