Roman script

aao re aao re sakhi, aao re aao re sakhi  

aao re aao re sakhi aao 

aao re aao re sakhi, aao re aao re sakhi  

aao re aao re sakhi aao 

aao re aao re sakhi, aao re aao re sakhi  

aao re aao re sakhi aao 

aaj ko sanwaar le kal ko hum nikhaar le 

mehnat se swarg ko jameen par utaar le 

aaj ko sanwaar le kal ko hum nikhaar le 

mehnat se swarg ko jameen par utaar le 

ho saathi ho agar saath mil jaaye agar haath 

kar de wo karaamat saathi ho agar saath 

ro rahi hai aaj jhopadi jaha 

ek nayi imaarat hogi kal waha

ek nayi imaarat hogi kal waha 

ek nayi imaarat hogi kal waha 

aaj ko sanwaar le kal ko hum nikhaar le

mehnat se swarg ko jameen par utaar le   

aao re aao re sakhi, aao re aao re sakhi  

aao re aao re sakhi aao 

aao re aao re sakhi, aao re aao re sakhi  

aao re aao re sakhi aao 

tumse jyada mehanat unki jo tumse hai aage 

tum aaram se so rahe ho wo raato ko jaage 

aansu apne khet me bo lo baha ke paseena 

dhul ke ander phool khilenge kankar banege nageena 

ro rahi hai aaj jhopadi jaha 

ek nayi imaarat hogi kal waha

ek nayi imaarat hogi kal waha 

ek nayi imaarat hogi kal waha 

aaj ko sanwaar le kal ko hum nikhaar le

mehnat se swarg ko jameen par utaar le 

aaj ko sanwaar le kal ko hum nikhaar le

mehnat se swarg ko jameen par utaar le   

aao re aao re sakhi, aao re aao re sakhi  

aao re aao re sakhi aao 

aao re aao re sakhi, aao re aao re sakhi  

aao re aao re sakhi aao 

taajmahal ho ya ho ajanta mehanat ki tasveere hai 

mehnat ki tasveero me hi insaano ki taqdeere hai 

apne haatho apni kismat likhata hai insaan 

mehanat ka hi naam hai pooja mehanat me bhagwaan 

saathi ho agar saath mil jaaye agar haath 

kar de wo karaamat saathi ho agar saath 

ro rahi hai aaj jhopadi jaha 

ek nayi imaarat hogi kal waha

ek nayi imaarat hogi kal waha 

ek nayi imaarat hogi kal waha 

aaj ko sanwaar le kal ko hum nikhaar le

mehnat se swarg ko jameen par utaar le   

aaj ko sanwaar le kal ko hum nikhaar le

mehnat se swarg ko jameen par utaar le 

aao re aao re sakhi, aao re aao re sakhi  

aao re aao re sakhi aao 

aao re aao re sakhi, aao re aao re sakhi  

aao re aao re sakhi aao 

aao re aao re sakhi, aao re aao re sakhi  

aao re aao re sakhi aao 

aao re aao re sakhi, aao re aao re sakhi  

aao re aao re sakhi aao

Explore this song