Roman script

aaj ki taaqat zindabaad 

aaj ki taaqat zindabaad 

aaj ki taaqat zindabaad he he 

chhakke chhut gaye dushman ke 

ek huye jo diwane

aaj ki taaqat jeet gayi hain 

gaao khushi ke tarane 

jhum baba  jhum baba, jhum jhum jhum baba 

hain jine ko jaruri, tu himmat se kaam lena 

kisi ka tu sitam kabhi na sahana 

nacho gaao khushi manao

dekho dushman ho gaya lamba 

jal ki bunde badal bankar

amber par chha jaaye 

chhoti chhoti lahren milkar ek tufaan ban jaye 

madam aaya bazi jeeti hamne sathi banke

aaj ki taqat jeet gayi hain 

dushman ko huaa achambha 

jhum baba jhum baba, jhum jhum jhum baba 

nacho gaao khushi manao

dekho dushman ho gaya lamba 

jhum baba  jhum baba, jhum jhum jhum baba 

nacho gaao khushi manao

dekho dushman ho gaya lamba 

jhum baba  jhum baba, jhum jhum jhum baba 

jhum baba  jhum baba, jhum jhum jhum baba 

wo hain daulat waale to kya

ham hain himmat wale

himmat wala namumkin ka

bhi mumkin kar dale

ha ab na kisi me hogi himmat

julm sitam karne ki

aaj ki taaqt ek hui hain 

lahraya sach ka jhanda 

jhum baba  jhum baba, jhum jhum jhum baba 

nacho gaao khushi manao

dekho dushman ho gaya lamba 

hain jine ko jaruri, tu himmat se kaam lena 

kisi ka tu sitam kabhi na sahana 

hain jine ko jaruri, tu himmat se kaam lena 

kisi ka tu sitam kabhi na sahana

jhum baba  jhum baba, jhum jhum jhum baba 

nacho gaao khushi manao

dekho dushman ho gaya lamba

Explore this song