Roman script

aaj ki rut hai jawa dil ke mehman yaha

aaj ki rut hai jawa dil ke mehman yaha

aa basa mere khyalo me baharo ka sama

aaj ki rut hai jawa dil ke mehman yaha

jo na tufan me wo jawani kya hai

jo na diwana bana de wo kahani kya hai

aaj har phul pe hota hai mujhe dil ka guma

aaj har phul pe hota hai mujhe dil ka guma

aaj ki rut hai jawa dil ke mehman yaha

bade arman se sajaya hai ye ghar dekho to

ha ji jara dekho to

muskurake na kahiye ek najar dekho to

maine kadmo me bicha rakha hai najro ka jaha

maine kadmo me bicha rakha hai najro ka jaha

aaj ki rut hai jawa dil ke mehman yaha

ye jawani ka nasha jake nahi aane ka

jindagi nam hai haste hue lut jane ka

mere andaz bhi rakhte hai mohabbat ki juba

mere andaz bhi rakhte hai mohabbat ki juba

aaj ki rut hai jawa dil ke mehman yaha

aaj ki rut hai jawa dil ke mehman yaha

Explore this song