Roman script

aaj ki mulaakaat bas itni 
kar lena baate kal chaahe jitni 
aaj ki mulaakaat bas itni 
kar lena baate kal chaahe jitni 
achchhi nahi hoti hai zid itni
dekho hame tumse hai prit kitni 
aaj ki mulaakaat bas itni 
pyaar jo kiya hai jataate ho kyu
baat aisi hontho pe laate ho kyu 
pyaar jo kiya hai jataate ho kyu
baat aisi hontho pe laate ho kyu 
aur ham jo puchhe sataate ho kyu
abhi abhi aaye abhi jaate ho kyu 
aaj ki mulaakaat bas itni 
kar lena baate kal chaahe jitni 
achchhi nahi hoti hai zid itni
dekho hame tumse hai prit kitni 
aaj ki mulaakaat bas itni 
kabhi kabhi aise bhi aaya karo 
chaand nikle to ghar jaaya karo 
kabhi kabhi aise bhi aaya karo 
chaand nikle to ghar jaaya karo 
aayege jaayege marzi se ham 
pyaar hai to naaz bhi uthaaya karo 
achchhi nahi hoti hai zid itni
dekho hame tumse hai prit kitni 
aaj ki mulaakaat bas itni 
kar lena baate kal chaahe jitni 
aaj ki mulaakaat bas itni 
thaharo mai dil ko sambhaalu zara
palko me tumko chhupa lu zara 
thaharo mai dil ko sambhaalu zara
palko me tumko chhupa lu zara 
samajhe na ab tak mohabbat hai kya
aao tumhe ye bhi samajha du zara
achchhi nahi hoti hai zid itni
dekho hame tumse hai prit kitni 
aaj ki mulaakaat bas itni 
kar lena baate kal chaahe jitni 
aaj ki mulaakaat bas itni

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor

actor: Asha Parekh, Guru Dutt