Roman script

aaj khoye se ho kyu tum

aaj dil se lag jaao tum

kaisa gam hai dil me hai khushiya

kai jag me na kar parwaah

aaj khoye se ho kyu tum

aaj dil se lag jaao tum

ha bhulega dil kab vo zamane

pyaar me khaai thi chot jab koi

maano ya tum ye baat na maano

ja ke fir aati hai bahaar bhi

dil me jaga pyaar jara

thaam le tu hath mera

dil mile gul khile

paas to hai

aaj khoye se ho kyu tum

aaj dil se lag jaao tum

ha kyu gawayen yun jindgaani 

hara hai duniya se aaj kisliye

jeena hai to ji le khushi se

dekh le je bhar ke rang pyaare ke

akele tum, akele hum

kar le na kyu pyaar humdam

ye sama hai jawa

na tadpa

aaj khoye se ho kyu tum

aaj dil se lag jaao tum

kaisa gam hai dil me hai khushiya

kai jag me na kar parwaah

Explore this song