Roman script

yeh dil jigar jhuki nazar
ae hamsafar chupke se kehne lagi
suno zara kahoon main kya
meri vafa tumse meri zindagi
aaj kaho sanam jitna 
pyaar karoon tumhe utna 
aaj kaho sanam jitna 
pyaar karoon tumhe utna 
hai kasam pyaar ki 
muskara do mere sanam
chaahatein keh rahi
mujhko de do tum apne gham
hai meri aarzoo aise chup na raho
khaamoshi tod do kuch na kuch to kaho
kahan kahan yahan vahan
idhar udhar chhaaya tumhaara nasha
aaj kaho sanam jitna 
pyaar karoon tumhe utna 
aaj kaho sanam jitna 
pyaar karoon tumhe utna 
khwaahishein bolti bekhudi mein 
kho jaaoon main
chain se do ghadi baazuon mein 
so jaaoon main
tumsa koi nahin tum bahut khoob ho
tum mera khwaab ho mere mehboob ho
kahan kahan yahan vahan
idhar udhar chhaaya tumhaara nasha
hua hua asar asar
hai kya asar hone lagi main fida
aaj kaho sanam jitna 
pyaar karoon tumhe utna
aaj kaho sanam jitna 
pyaar karoon tumhe utna
lyrics typed by: neha gupta

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Alka Yagnik, Kumar Sanu

actor: Kareena Kapoor, Shahid Kapoor