Roman script

aaj ka sama milan ke 

rang me nahaya

dil se dil mile khushiyo 

ka mausam hai aaya

aaj ka sama milan ke 

rang me nahaya

dil se dil mile khushiyo 

ka mausam hai aaya

jaha jaha nazar gayi 

waha waha yaar hai

isi kashish ka naam lo

jaha me pyar hai

aaj ka sama milan ke 

rang me nahaya

dil se dil mile khushiyo 

ka mausam hai aaya

aaj tak nazar ne meri

aisa nazara dekha nahi

puchhta hai dil ye mera

khwab to nahi ye kahi

bichhde hue apno ko jo karib laya

dil se dil mile khushiyo 

ka mausam hai aaya

aaj ka sama milan ke 

rang me nahaya

dil se dil mile khushiyo 

ka mausam hai aaya

kyu ise kahe na chaman

phul har taraf hai khile

hai dua kayamat talak

khatam ho na ye silsile

shukriya ae dil mujhko 

yaha pe tu jo laya

dil se dil mile khushiyo 

ka mausam hai aaya

aaj ka sama milan ke 

rang me nahaya

dil se dil mile khushiyo 

ka mausam hai aaya

jaha jaha nazar gayi 

waha waha yaar hai

isi kashis ka naam lo

jaha me pyar hai

aaj ka sama milan ke 

rang me nahaya

dil se dil mile khushiyo 

ka mausam hai aaya

aaj ka sama milan ke 

rang me nahaya

dil se dil mile khushiyo 

ka mausam hai aaya

Explore this song