Roman script

aaj ka din hai pyar ka 
man ki bin ke tar sajane ka
aaj ka din hai pyar ka 
aaj ka din hai pyar ka 
man ki bin ke tar sajane ka
aaj ka din hai pyar ka 
man ki din ke tar sajane ka
tu kah de dil ki bat ye
mauka phir nahi aane ka
aaj ka din hai pyar ka 
barse hai gagan se phul 
daaliyo ne bhar li jholi
daaliyo ne bhar li jholi
kaliyo pe chadh aaya rang 
bhawro ne kheli holi
daaliyo ne bhar li jholi
tu man ko rang le
tu man ko rang le 
aaj se pagle 
raha hai rang zamane ka
tu kah de dil ki bat ye
mauka phir nahi aane ka
aaj ka din hai pyar ka 
hotho pe naya ek geet hai
jab se tumse hui pehchan 
o tumse hui pehchan
sanso me nayi halchal hai mere
sine me kai tufan sine me kai tufan
bahana mil hi gaya, bahana mil hi gaya
chori se kisi ko dil me bulane ka
tu kah de dil ki bat ye
mauka phir nahi aane ka
aaj ka din hai pyar ka
man ki din ke tar sajane ka
tu kah de dil ki bat ye
mauka phir nahi aane ka
aaj ka din hai pyar ka 
man ki din ke tar sajane ka
aaj ka din hai pyar ka 
man ki din ke tar sajane ka
tu kah de dil ki bat ye
mauka phir nahi aane ka
aaj ka din hai pyar ka

Song details

Song video

Watch on YouTube