Roman script
Aaj jaane ki zid na karo Aaj jaane ki zid na karo Yunhi pehlu mein baithe raho Yunhi pehlu mein baithe raho Aaj jaane ki zid na karo Aaj jaane ki zid na karo Haaye mar jaayenge Hum to lutt jaayenge Aisi baatein kiya na karo Aaj jane ki zid na karo Aaj jane ki zid na karo Tumhi socho zara Kyun na roke tumhein Tumhi socho zara Kyun na roke tumhein Jaan jaati hai jab uth ke jaate ho tum Jaan jaati hai jab uth ke jaate ho tum Tum ko apni kasam jaan-e-jaan Baat itni meri maan lo Aaj jane ki zid na karo Aaj jane ki zid na karo Waqt ki qaid mein zindagi hai magar Waqt ki qaid mein zindagi hai magar Chand ghadiyan yehi hain jo aazaad hain Chand ghadiyan yehi hain jo aazaad hain Inko khokar meri jaan-e-jaan Umra bhar na taraste raho Aaj jaane ki zidd na karo Aaj jaane ki zidd na karo Kitna masoom rangeen hai yeh sama Husn aur ishq ki aaj mairaaj hai Husn aur ishq ki aaj mairaaj hai Kal ki kis ko khabar jaan-e-jaan Rok lo aaj ki raat ko Aaj jaane ki zidd na karo Aaj jaane ki zidd na karo Haaye mar jaayenge Hum toh lutt jaayenge Aisi baatein kiya na karo Aaj jaane ki zid na karo Aaj jaane ki zid na karo..
Song details
- Singer: Arijit Singh
- Film / album: Naamkarann
- Composer: Aaryan
- Lyricist: Fayyaz Hashmi
Song video
language: Hindi