Roman script

aaj jaane ki zid na karo

aaj jaane ki zid na karo

aaj jaane ki zid na karo

yu hi pehlu me baithe raho

yu hi pehlu me baithe raho

aaj jaane ki zid na karo

haye mar jaayenge, ham to lut jayenge

aisi baate kiya na karo

aaj jaane ki zid na karo

aaj jaane ki zid na karo

haye mar jaayenge, ham to lut jayenge

aisi baate kiya na karo

aaj jaane ki zid na karo

tum hi socho jara, kyun na roke tumhe

jaan jaati hai jab, uthke jaate ho tum

jaan jaati hai jab, uthke jaate ho tum

tumko apni kasam janeja

baat itni meri maan lo

aaj jaane ki zid na karo

yu hi pehlu me baithe raho

yu hi pehlu me baithe raho

aaj jaane ki zid na karo

haye mar jaayenge, ham to lut jayenge

aisi baate kiya na karo

aaj jaane ki zid na karo

waqt ki kaid me zindagi hai magar

waqt ki kaid me zindagi hai magar

chand ghadiya yahi hain, jo aazad hain

chand ghadiya yahi hain, jo aazad hain

inko khokar mere janeja

umar bhar na taraste raho

aaj jaane ki zid na karo

haye mar jaayenge, ham to lut jayenge

aisi baate kiya na karo

aaj jaane ki zid na karo

kitna maasum rangin hai ye sama

husn aur ishq ki aaj me, raaz hai

husn aur ishq ki aaj me, raaz hai

kal ki kisko khabar janeja

rok lo aaj ki raat ko

aaj jaane ki zid na karo

yu hi pehlu me baithe raho

o yu hi pehlu me baithe raho

aaj jaane ki zid na karo

haye mar jaayenge, ham to lut jayenge

aisi baate kiya na karo

aaj jaane ki zid na karo

Explore this song