Roman script

humne dekha jab gor se aadmi aadmi apni samjh me zindagi 

zindagi ko jab dekha nazdik se 

tab samjh me aaya kya hai aadmi

aaj hum ko aaj humko aadmi ki pehchan ho 

gayi zindagi se mulakat bhi aasan ho gayi 

aaj humko aadmi ki pehchan ho gayi 

zindagi se mulakat bhi aasan ho gayi

kya ajab hai mukaddar ka ye faisla 

kya ajab hai mukaddar ka ye faisla

lo buro ka bura waqt aa hi gaya aaj 

humko aadmi ki pehchan ho gayi

mohabbat pe hum bhi to kurban the ye 

kya khawab dekhe kya arman the

vo sapne hamare dhundne kho gaye kho 

gaye hume rup aakhir badlna pada

bagawat ke sanche me dhalna pada mile 

aap se to kya se kya ho gaye ho gaye

har kasam tod di har rasam tod di 

kashti tufan me humne khud mod di

ab hume dar nahi hoag anzam ka aaj hum ko

aaj humko aadmi ki pehchan ho 

gayizindagi se mulakat bhi aasan ho gayi

tizori me jo band hai aapki vo dolat nahi aapke bap ki 

lutegi ki kamai julm ke pap ki 

pap ki meri bat ka na bura maniye 

zara waqt ki nakh pehchaniye 

chalegi na koi chal ab aapki aapki

kitabo me jo hai likha sach likha 

bujargo ne jo kaha hai sach kaha hai

bure kam ka hai natiza bura

aaj hum ko aaj humko aadmi ki pehchan ho gayi 

zindagi se mulakat bhi aasan ho gayi

kya ajab hai mukaddar ka ye faisla 

kya ajab hai mukaddar ka ye faisla

lo buro ka bura waqt aa hi gaya 

kya ajab hai mukaddar ka ye faisla

kya ajab hai mukaddar ka ye faisla lo 

buro ka bura waqt aa hi gaya

lo buro ka bura waqt aa hi gaya aaj 

humko aadmi ki pehchan ho gayi

Explore this song