Roman script

aaj hua mera dil matwala, gate chale hum pyar ki sargum

tu hi bata humdum mere, kisne ye jadu dala

aaj hua mera dil matwala, gate chale hum pyar ki sargum

tu hi bata humdum mere, kisne ye jadu dala

aaj hua mera dil matwalah, ha dil matwala ha dil matwala

bhigi fijaye thadi hawaye, hamko kaha le chali

ho kano me pyar ka ye payam de chali

ho kano me pyar ka ye payam de chali

dil me hua ujiyala

aaj hua mera dil matwala, gate chale hum pyar ki sargum

tu hi bata humdum mere, kisne ye jadu dala

aaj hua mera dil matwala, ho dil matwala ha dil matwala

khwabo me jisne khoye hue the, aakhir wo din aa gaya

thi jiski aarzu dil murad pa gaya

thi jiski aarzu dil murad pa gaya

sang hai mera dilwala

aaj hua mera dil matala, gate chale hum pyar ki sargum

tuhi bata humdum mere, kisne ye jadu dala

aaj hua mera dil matwalah, ha dil matwala ha dil matwala

daman me mere moti bikhere, ye kaun dil me hasa

daman me mere moti bikhere, ye kaun dil me hasa

ho banke bahar kaun jindagi pe cha gaya

ho banke bahar kaun jindagi pe cha gaya

khwabo ko mere rang dala, aaj hua mera dil matwala

gate chale hum pyar ki sargum, tu hi bata humdum mere

kisne ye jadu dala, aaj hua mera dil matwala

ha dil matwala ha dil matwala

Explore this song