Roman script

aaj hame ban behad bhaata aaj hame ban behad bhaata

deekhi sabhi vastu ati sundar deekhi sabhi vastu ati sundar

kya basant hai aata kya basant hai aata 

kya basant hai aata kya

kal kal karti vyakul ho nadi

kal kal karti vyakul ho nadi 

kidr chali ithlaati kidr chali ha ha 

kidr chali ithlaati

apne pyare mitr neer sagar se milne jaati

apne pyare mitr neer sagar se milne jaati

waha maarti bel ped se waha maarti bel ped se 

milkar kya karti hai milkar kya karti hai

chahti hai preetam sa usko chahti hai preetam sa usko

lipat hiya bharti hai lipat hiya bharti hai

gun gun karta ye bhanwra hai gun gun karta ye bhanwra hai

yu kiske gun hai gaata yu kiske gun hai gaata

gaata gaata hai gun gulgulaab ka gaata hai gun gulaab ka 

jisse ras hai paata jisse ras hai pata

kudrat me ye khel mel ka kudrat me ye khel mel ka 

kaho kisliye hota kaho kisliye hota

anubhav karta hai dil mera anubhav karta hai dil mera

par kyo nahi batlata par kyo nahi batlata

lekin aaj hame ban behad bhaata aaj hame ban behad bhaata

deekhi sabhi vastu ati sundar deekhi sabhi vastu ati sundar

kya basant hai aata kya basant hai aata 

aaj hame ban behad bhaata aaj hame ban behad bhaata

Explore this song