Roman script

aaj hai jo sanam kal rahe na rahe 

aaj hai jo sanam kal rahe na rahe 

zindagi ka hasin pal rahe na rahe 

sapno ki vaadiyo me kho jaye hum 

zindagi me wakt aise aate hai kam 

in labo pe gazal kal rahe na rahe 

aaj hai jo sanam kal rahe na rahe 

dil ki baat dil me rakhna nahi 

maine bhi ye jaan liya haan 

pyar ke bina to kuch bhi nahi 

dil ne mere man liya 

ho ankhiyo se aaj koi ikrar ho 

kuch ho na ho hamesha bas pyar ho 

bekarari ka hal kal rahe na rahe 

aaj hai jo sanam kal rahe na rahe 

zindagi me aadhi jo bhi mile 

kaise koi bhule unhe haan 

bikhre pade hain sapne kai 

aao inhe hum bhi chune 

ho dil me jo aarzu hai ho na khtam 

kar lo yahi irada tum bhi sanam 

hauslo me amal  kal rahe na rahe 

aaj hai jo sanam kal rahe na rahe 

zindagi ka hasi pal rahe na rahe 

ho sapno ki vaadiyo me kho jaye hum 

zindagi me wakt aise aate hai kam 

in labo pe gazal kal rahe na rahe 

aaj hai jo sanam kal rahe na rahe

Explore this song