Roman script

aaj hai do october ka din aaj ka din hai bada mahan

aaj ke din phul khile hai jinse mahka hindustan

nam ek ka bapu gadhi or ek lal bahadur hai

ek ka nara aman desh ek ka jai jawan jai kisan

jai jawan jai kisan bapu jisne manwata ka

dunia ko sandesh diya bagdor bharat ki sambhali

nehru ko adesh diya lal bahadur jisne hamko

gaurw se jina sikhlaya sach pucho to geeta ka

adhyaya usine dohraya jai jawan jai kisan jai jawan jai kisan

vishwa shanti ke hit me dekho surviro ne kiye hai tyag

ek ka nara aman desh me jai jawan jai kisan

jai jawan jai kisan mere munne do october ke 

subh din hi tu janma meri yahi dua hai ki 

un jaisa hi tu bane or un jaisa na ban apye

to fir itna karna kam se kam unke batalaye

raste pe hi tu chalna jai jawan jai kisan jai jawan jai kisan

tumpe dunia naj karegi tu hai un veero ki shan

ek ka nara aman desh me jai jawan jai kisan

jai jawan jai kisan aaj hai do october ka din

aaj ka din hai bada mahan aaj ke din phul khile hai

jinse mahka hindustan jai jawan jai kisan jai jawan jai kisan

Explore this song