Roman script

aaj gaa lo muskura lo 

aaj gaa lo muskura lo mahfile saja lo 

aaj gaa lo muskura lo mahfile saja lo 

kya jane kal koi sathi chhut jaye 

jiwan ki dor badi kamjor yaaro

jiwan ki dor badi kamjor 

kisko khabar hain kaha tut jaye 

gaa lo muskura lo mahfile saja lo 

gaa lo muskura lo mahfile saja lo 

tuta huaa tara nadiya ki dhara 

hain kaun aisa jo lauta ke laaye 

hamse jo bichhda hain saathi hamara 

hain kaun aisa jo lauta ke laaye 

hamse jo bichhda hain saathi hamara 

ab ye nazar raaste se hata lo 

gaa lo muskura lo mahfile saja lo 

gaa lo muskura lo mahfile saja lo 

shahidon ka khun hain vafa ki nisahni 

ise aansuo se dhote nahi hain 

ye maut hain naaz karne ke kaabil 

viron ke marne pe rote nahi hain 

aaj yadon ko unki gale se laga lo 

gaa lo muskura lo mahfile saja lo 

gaa lo muskura lo mahfile saja lo

kya jane kal koi sathi chhut jaye 

jiwan ki dor badi kamjor yaaro

jiwan ki dor badi kamjor 

kisko khabar hain kaha tut jaye 

gaa lo muskura lo mahfile saja lo

Explore this song