Roman script

aaj faisla tere dwar par 

meri jeet hai tere haar par 

haar jeet hai teri main to 

charan upaadhi re 

darshan do ghanshyam naath 

mori ankhiya pyasi re 

darshan do ghanshyam

man mandir ki jyot jaga do 

man mandir ki jyot jaga do 

ghat ghat baaji re 

darshan do ghanshyam

dwar khada tab se matwara 

maange tumse haar tumhara

narsi ki ye vinati sunlo 

bhagat vilaasi re 

darshan do ghanshyam

laaj na lut jaye prabhu teri

naath karo na daya mein deri 

laaj na lut jaye prabhu teri

naath karo na daya mein deri 

teeno lok chhodkar aao 

gagan niwasi re 

darshan do ghanshyam

darshan do ghanshyam

darshan do ghanshyam

darshan do ghanshyam

ghanshyam ghanshyam

Explore this song