Roman script
aaj bichhade hain, aaj bichhade hain kal ka dar bhi nahi jindagi itni mukhtasar bhi nahi aaj bichhade hain aaj bichhade hain, aaj bichade hain kal ka dar bhi nahi jindagi itni mukhtasar bhi nahi aaj bichhade hain jakhm dikhte nahi abhi lekin thande honge to dard niklega aesh utrega wakt ka jab bhi chehra andar se jard nikalega aaj bichade hain, aaj bichade hain kal ka dar bhi nahi jindagi itni mukhtasar bhi nahi aaj bichade hain kahne waalo ka kuch nahi jaata sahne waale kamaal karte hain kaun dhundhe jawaab dardon ke log to bas sawaal karte hain aaj bichade hain, aaj bichade hain kal ka dar bhi nahin jindagi itni mukhtasar bhi nahi aaj bichade hain kal jo aayega jaane kya hoga kal jo aayega jaane kya hoga beet jaaye jo kal nahin aate waqt ki shaakh todne waalo tooti shaakhon pe fal nahi aate aaj bichade hain, aaj bichade hain kal ka dar bhi nahin jindagi itni mukhtasar bhi nahin aaj bichade hain kachchi mitti hain, dil bhi insaan bhi dekhne hi mein sakht lagata hain aansoo poche to aasuon ke nishaan khushk hone mein wakt lagata hain aaj bichade hain, aaj bichade hain kal ka dar bhi nahin jindagi itni mukhtasar bhi nahin aaj bichade hain, aaj bichade hain aaj bichade hain
Song details
- Singer: Bhupinder Singh
- Film / album: Thodi Si Bewafaii (1980)
- Composer: Khayyam
- Lyricist: Gulzar
- Actor: Rajesh Khanna
- Actor: Shabana Azmi
- Actor: Padmini Kolhapure
- Actor: Jalal Aga
- Actor: A K Hangal
- Actor: Shreeram Lagoo
- Actor: Leela Mishra
- Actor: Deven Verma
- Actor: Shashi Kiran
- Actor: Urmila Bhatt
- Actor: Preeti Ganguli
- Actor: Dina Pathak
- Actor: Lalita Kumari
- Actor: Murad
- Actor: Moolchand
- Actor: Ram Avtar
- Actor: Manmouji
- Actor: Mushtaq Khan
- Actor: Maya Alagh
- Actor: Viju Khote
- Actor: Khushboo
- Actor: Siddharth
- Actor: Asrani
- Actor: Sushant Ray
- Actor: Gayatri
- Actor: Gouri Khurana
- Actor: Madhoo
- Actor: Kishore
- Actor: Sunder Taneja
Song video
actor: Rajesh Khanna, Shabana Azmi