Roman script

aaj achanak tut gaye kyu

man veena ke taar

man veena ke taar

man veena ke taar

man veena ke taar

umad-ghumad kar ghir-ghir aayi

dukh ki ghor ghataye

dil chahka hai man hi man me

gut-gut kar mar jaye

armano ka jala basera

armano ka jala basera

aansu hai lachar

aansu hai lachar re

aansu hai lachar

man veena ke taar

man veena ke taar

lahro me patwar khench kar maanjhi sath dhara

dubi naiya dur hai aasha

duba dur kinara

kis se kahu mai mere khivaiya

kis se kahu mai mere khivaiya

le chal nadiya par

le chal nadiya par re

le chal nadiya par

man veena ke taar

man veena ke taar

Explore this song