Roman script

saaf kab imtehaan lete hai

wo to dum de ke jaan lete hai

zid har ek baat mein nahi achchi

dost ki dost maan lete hai

aaiye barisho ka mausam hai

aayiye barisho ka mausam hai

in dino chaahato ka mausam hai

aayiye barisho ka mausam hai

in dino chaahato ka mausam hai

aayiye barishon ka mausam hai

kyu lagaate ho pyar par pahere

pyar par pahere

umra hai khwahisho ka mausam hai

umra hai khwahisho ka mausam hai

aayiye barisho ka mausam hai

waqt be-waqt ghar se mat nikalo

ghar se mat nikalo

waqt be-waqt ghar se mat nikalo

ghar se mat nikalo

har gali aashiqo ka mausam hai

har gali aashiqo ka mausam hai

aayiye barisho ka mausam hai

aaj kuch maang lo nasim unse nasim unse

aaj kuch maang lo nasim unse nasim unse

aaj farmaaisho ka mausam hai

aayiye barisho ka mausam hai

in dino chaahato ka mausam hai

aayiye barisho ka mausam hai

Explore this song