Roman script

ayiye aapka intzar tha ayiye kab se dil bekarar tha
ayiye aapka intzar tha ayiye kab se dil bekarar tha
ayiye aapka intzar tha ayiye kab se dil bekarar tha
aaj ki rat aaj ki rat aaj ki rat aaj ki rat
kuch hoga kuch hoga kuch hoga oo lala 
ayiye aapka intzar tha 
mere sulagte badan me thodi si aag thoda pani
chhu ke jara dekhiye na garma garam hai jawani
kahi pe hai andhera kahi pe hai uajala
kitna hasi ye shama hai
chalakta hi jaye nigaho ka ye pyala
bas me nahi dil jawa
aaj ki rat aaj ki rat aaj ki rat aaj ki rat
kuch hoga kuch hoga kuch hoga oo lala 
ayiye aapka intzar tha ayiye kab se dil bekarar tha
ulta pasa hai aisa pasa jiti hui baji hari
apne hi dhandhe me dekho kaisa fasa hai shikari
nuisane pe nisana hum to hai lagaye
aap kidhar jayenge haamri najro se koi na bach paye
aap kya bach payenge
aaj ki rat aaj ki rat aaj ki rat aaj ki rat
kuch hoga kuch hoga kuch hoga oo lala 
ayiye aapka intzar tha ayiye kab se dil bekarar tha

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Anu Malik, Alisha Chinai

lyricist: Sameer, Indeevar