Roman script

aai milan ki bahaar re

aai milan ki bahaar re

aaja sawariya aaj yaha ho

aaja sawariya

kahta hai man baar baar re

kahta hai man baar baar re

aaja sawariya aaj yaha ho

aaja sawariya

kheto ne pahne hai sarso ke gahne

kheto ne pahne hai sarso ke gahne

har shay pe chhaya nikhaar re

har shay pe chhaya nikhaar re

aai basant bahaar re

aai basant bahaar re

aaja sawariya aaj yaha ho

aaja sawariya

aaja sawariya aaj yaha ho

aaja sawariya

gun gun karte hai begun bhavre

gun gun karte hai begun bhavre

kaliyon se karte hai pyaar re

kaliyon se karte hai pyaar re

dil hai bahut bekraar re

dil hai bahut bekraar re

aaja sawariya aaj yaha ho

aaja sawariya

aaja sawariya aaj yaha ho

aaja sawariya

kahta hai man baar baar re

kahta hai man baar baar re

aaja sawariya aaj yaha ho

aaja sawariya

Explore this song