Roman script

aahista kijiye baatein  dhadkane koi sun raha hoga 

aur aahista kijiye baatein  dhadkane koi sun raha hoga 

labz girne na pae hantho se wakt ke haath inko chun lenge

kaan rakhte hai ye daro deewar raaz ki saari baat sun lenge 

aur aahista kijiye baatein  

aise bolo ki dil ka afsana dil sune aur nigah dohrae 

aise bolo ki dil ka afsana dil sune aur nigah dohrae 

apne charo taraf ki ye duniya saans ka shor bhi 

na sun pae na sun pae 

aur aahista kijiye baatein dhadkane koi sun raha hoga 

labz girne na pae hantho se wakt ke haath inko chun lenge

kaan rakhte hai ye daro deewar 

raaz ki saari baat sun lenge aur aahista kijiye baatein  

aaj itne karib aa jao dooriyon ka kahin nisha na rahe 

aaj itne karib aa jao dooriyon ka kahin nisha na rahe 

aise ek dooje me gum ho jae fasla koi darmiya 

na rah jae na rah jae aur aahista kijiye baatein  

dhadkane koi sun raha hoga labz girne na pae hantho se

wakt ke haath inko chun lenge

kaan rakhte hai ye daro deewar 

raaz ki saari baat sun lenge aur aahista kijiye baatein

Explore this song