Roman script

aahista aahista judne de ye rishta 

aahista aahista judne de ye rishta 

mai hu tujh pe fida tu hai mujhpe 

fida ab siwa pyar ke hai na koi rasta

aahista aahista judne de ye rishta 

aahista aahista judne de ye rishta 

mai hu tujh pe fida tu hai mujhpe 

fida ab siwa pyar ke hai na koi rasta

aahista aahista judne de ye rishta 

kya ghabrana kya sharmana dil pe jo gujri dil ne jana

karke bahna dur na jana kismat me hai tera diwana

jo hua so hua ho gaya to kya hua

jo hua so hua ho gaya to kya hua 

ab siwa pyar ke hai na koi rasta

aahista aahista judne de ye rishta 

aahista aahista judne de ye rishta 

kal ki kahani ab hai purani aaj ubharti aayi jawani

tab ke irade dil de bhulade mahakti aayi sham suhani

rahke juda juda kya hoga fayda 

rahke juda juda kya hoga fayda

ab siwa pyar ke hai na koi rasta 

aahista aahista judne de ye rishta 

aahista aahista judne de ye rishta 

aas jagi pyas jagi hai ek chingari bhadak rahi hai

dil ki najar me darde jigar me tere siwa or koi nahi hai

kuch teri bhi khata kuch meri bhi khata

kuch teri bhi khata kuch meri bhi khata

ab siwa pyar ke hai na koi rasta 

aahista aahista judne de ye rishta 

aahista aahista judne de ye rishta 

mai hu tujh pe fida tu hai mujhpe 

fidaab siwa pyar ke hai na koi rasta

aahista aahista judne de ye rishta 

aahista aahista judne de ye rishta

Explore this song