Roman script

aahat suni maine par aaya na koyi 

aahat suni maine par aaya na koyi 

mere seene dil ko bahalaye na koyi 

aahat suni maine par aaya na koyi 

teri hansi me thi khushi baato me thi narmi 

dard bhari zindagi tu jo yaha hai nahi 

aawaj di mai par aaya na koyi

mere seene dil ko bahalaye na koyi 

aahat suni maine par aaya na koyi 

sapne saare toot gaye hai bas tamana ek 

ujhde na ab kisi ka ghar inshni fitrat me 

aag lagi mujhme bhujaye na koi 

mere seene dil ko bahalaye na koyi 

aahat suni maine par aaya na koyi  

aahat suni maine par aaya na koyi 

aahat suni maine par aaya na koyi 

mere seene dil ko bahalaye na koyi 

aahat suni maine par aaya na koyi

Explore this song