Roman script

aah ko chahiye ek umar asar hone tak

kaun jeeta hai teri

kaun jeeta hai teri julf ke sar hone tak

kaun jeeta hai teri

kaun jeeta hai teri julf ke sar hone tak

kaun jeeta hai teri

aashiqi sabr talab haye aur tamanna betaab

aashiqi sabr talab aur tamanna betaab

dil ka kya rang karu khune jigar hone tak

dil ka kya rang karu

dil ka kya rang karu

humne mana ke tagaaful

humne mana ke tagaaful na karoge lekin

humne mana ke tagaaful na karoge lekin

khak ho jayenge

khak ho jayenge hum tum ko khabar hone tak

khak ho jayenge hum tum ko khabar hone tak

khak ho jayenge

yak nazar besh nahi

yak nazar besh nahi furasate hasti gaafil

garmi-e-bazm hai

garmi-e-bazm hai ik raqs-e-sharar hone tak

garmi-e-bazm hai ik raqs-e-sharar hone tak

garmi-e-bazm hai

gham-e-hasti ka asad kis se ho juz marg ilaaj

gham-e-hasti ka asad kis se ho juz marg ilaaj

shama har rang me jalti hai sahar hone tak

shama har rang me

Explore this song