Roman script

aag rag se aag laga do aag laga do

aag rag se aag laga do aag laga do

sat suro se shole lapke aise tar hilado

aag laga do 

aag rag se aag laga do aag laga do

is duniya me insano ke dusman hai insan

gum ke dam par tut rahi hai 

jaha khushi ki tan

malik us jalim duniya ka

har ek naksh mita do aag laga do 

aag rag se aag laga do aag laga do

jis gulshan me mali banke rahte hai sayyad

phulo par bathe hai pahre kate hai azad 

aisa gulshan viran kardo

aisa chaman jala do aag laga do aag laga do 

aag laga do

Explore this song