Roman script

aag lagi dil me wo pyari 
gaane lagi umange sari
aag lagi dil me wo pyari
gaane lagi umange sari
jagakar mujhe soti hai raate
dil jane kya kya karta hai baate
lahara ke mastiyo me uthi barsate
ha ha ha
aankho me ek nasha hai tare
aag lagi dil me wo pyari
gaane lagi umange sari
mohabbat ki duniya basa le
ab koi mujhko apna bana le
mujhe jawaniyo ki fiza me uda le
ha ha 
tare hanse hai kare gulkari
aag lagi dil me wo pyari
gaane lagi umange sari

Song details

Song video

Watch on YouTube