Roman script
Aag lage uss aag ko Mann bheetar jo bale Har din bale palchhin bale Par teri yaad na jale Par teri yaad na jale Ho hey…. Ho hey…. Ho….. Hua hala o.. hua hala Hoi jag bala, haaye jag bala Hey… Chhode se bhi na chhutte Dil ki taqdeerein Viraha tadpan teer chale Chal chal chalkeere Hatti si hatati nalle Tadpan bin tere Rajj dhajj na meri be range samere Rangeele rang rasiya mere Sabhi thay mere rang, sang tere Rangeele rang rasiya mere Sabhi thay mere rang, sang tere Hey… Aisi nobat aayi ki har ek hasrat Aur mohabbat khaak hui Mit mit banti ban ban mit’ti Sari ijjat khaak huyi Mukhda mukhda dil ka dukhda Sulge aag laga daale Ro ro naina bin kajal ke Ho gaye koyle se kaale Ho gaye koyle se kaale Ho gaye koyle se kaale Ho gaye koyle se kaale Rangeele rang rasiya mere Sabhi thay mere rang sang tere (repeats)
Song details
- Singer: Karsan Sagathia
- Film / album: Mausam
- Composer: Pritam
- Lyricist: Irshad Kamil
cast: Sonam Kapoor, Shahid Kapoor
language: Hindi