Roman script
aag laga ke chale ho kahan paas to aao ae jaane jaa aag laga ke chale ho kahan paas to aao ae jaane jaa kehne ko mausam barfila hai kehne ko mausam barfila hai saason se dekho nikale dhuaa shaam ka suraj dhalne laga timtima rahi hain bastiya shaam ka suraj dhalne laga timtima rahi hain bastiya aaj agar main reh gayi aaj agar main reh gayi hardum padega rukna yaha aag laga ke chale ho kahan paas to aao ae jaane jaa shaam ka suraj dhalne laga timtima rahi hain bastiya dekho tumko yaar hai roka pehli baar hai is tarah na tarsaao pehla pehla pyaar hai dekho tumko yaar hai roka pehli baar hai is tarah na tarsaao pehla pehla pyaar hai baaho mein teri duniya meri baaho mein teri duniya meri kadmo mein tere mera jaha aag laga ke chale ho kahan paas to aao ae jaane jaa shaam ka suraj dhalne laga timtima rahi hain bastiya dekhke teri nazar ho rahi hu bekhabar accha to lag raha fir bhi lag raha hai dar dekhke teri nazar ho rahi hu bekhabar accha to lag raha fir bhi lag raha hai dar jaane kidhar leke chala jaane kidhar leke chala rangin khwabo ka ye karwa shaam ka suraj dhalne laga timtima rahi hain bastiya aag laga ke chale ho kahan paas to aao ae jaane jaa aao to fir ghum le masti mein hum fir jhum le kar bahana mausam ka labo ko chum le aao to fir ghum le masti mein hum fir jhum le kar bahana mausam ka labo ko chum le pyaar ke sagar ka ant nahi pyaar ke sagar ka ant nahi kitna gehra hai roop ka kuaa shaam ka suraj dhalne laga timtima rahi hain bastiya aag laga ke chale ho kahan paas to aao ae jaane jaa aaj agar main reh gayi aaj agar main reh gayi hardum padega rukna yaha
Song details
- Singer: Sudesh Bhosle
- Singer: Alisha Chinai
- Film / album: Pathreela Raasta (1994)
- Composer: Ram Laxman
- Lyricist: Anamika
- Actor: Dimple Kapadia
- Actor: Divya Khosla Kumar
- Actor: Varsha Usgaonkar
- Actor: Raza Murad
- Actor: Sadashiv Amrapurkar
- Actor: Mukesh Khanna
- Actor: Reema Lagoo
- Actor: Poonam Das Gupta
- Actor: Mahesh Anand
- Actor: Shagufta Ali
- Actor: Bob Christo
- Actor: Deep Dhillon
- Actor: Chandra Shekhar
- Actor: Satyen Kappu
- Actor: Kishore Bhanushali
- Actor: Jack Gaud
- Actor: Mac Mohan
- Actor: Guddi Maruti
- Actor: K Raj
- Actor: Gajendra Chauhan
- Actor: Arun Mathur
Song video
singer: Sudesh Bhosle, Alisha Chinai