Roman script

hey aag laga di pani me dekho bhari jawani ne

lut liya hai dil sabka haye janant ki rani ne

haye jannat ki rani ne

aag laga di pani me dekho bhari jawani ne

lut liya hai dil sabka haye janant ki rani ne

haye jannat ki rani ne

he aag laga di pani me

dudh se bhi hai aaha gori bahe raat se bhi hai are kali nigahe

gol pindaliya are kya kahne pahne bhuto ke gahane

gol pindaliya are kya kahne pahne bhuto ke gahane

apna dilbar samjh liya hai tumko is begani ne

haye jannat ki rani ne

he aag laga di pani me haye

lal hont hai badami chehara kamar to dekho are chand ka ghera

husn dekh na lalchaiye mango tumko jo chahiye

husn dekh na lalchaiye mango tumko jo chahiye

aaj tumhe to dil ka tohfa bheja hai maharani ne

haye jannat ki rani ne

he aag laga di pani me haye

aag aur paani ke ye mele shola to laharo se khele

machla ji najaro ka dhadka dil kinaro ka

machla ji najaro ka dhadka dil kinaro ka

pyar ki dawat sabko di hai masti me mastani ne

haye jannat ki rani ne

aag laga di pani me dekho bhari jawani ne

lut liya hai dil sabka haye janant ki rani ne

haye jannat ki rani ne

he aag laga di pani me haye

Explore this song