Roman script

teri umar ka saal badha

lagta hai aaj diwali hai

teri umar ka saal badha

lagta hai aaj diwali hai

ye raat matwali hai, ye raat matwali hai

lekin lekin lekin kaali hai

teri umar ka saal badha

lagta hai aaj diwali hai

teri umar ka saal badha

lagta hai aaj diwali hai

ye raat matwali hai, ye raat matwali hai

lekin lekin lekin kaali hai

aayi hu jajbat liye

dil ki hasi saugat liye

aayi hu jajbat liye

dil ki hasi saugat liye

najro ke ye nazrane

najro ke ye nazrane

tere liye hai diwane

ye raat matwali hai, ye raat matwali hai

lekin lekin lekin kaali hai

hansi khushi jee bhar jee le

meri nigaho se pee le

hansi khushi jee bhar jee le

meri nigaho se pee le

pure karle sab arma

pure karle sab arma

kya jane kal honge kahan

ye raat matwali hai, ye raat matwali hai

lekin lekin lekin kaali hai

aaj raat diwani hai

najar najar mastani hai

aaj raat diwani hai

najar najar mastani hai

dil bhi jawa aur husn jawa

dil bhi jawa aur husn jawa

katal ke hai sare saman

ye raat matwali hai, ye raat matwali hai

lekin lekin lekin kaali hai

teri umar ka saal badha

lagta hai aaj diwali hai

teri umar ka saal badha

lagta hai aaj diwali hai

ye raat matwali hai, ye raat matwali hai

lekin lekin lekin kaali hai

Explore this song