Roman script

aag hai lagi huyi

aag hai lagi huyi har taraf yaha waha

jal rahi hai ye zamin, jal raha hai aasman

aag hai lagi huyi har taraf yaha waha

jal rahi hai ye zamin, jal raha hai aasman

aag hai lagi huyi

dil kya kanch ka khilona hai, swapan ek salona hai

dil bada nazuk hai ye tut na jaye kahi

khelte hain dil se jo ye safar unko nahin

dil bada nazuk hai ye tut na jaye kahin

khelte hain dil se jo ye safar unko nahin

dil gaya to kya raha dil ke saath hai jahaan

jal rahi hai ye zamin jal rahaa hai aasmaan

aag hai lagi huyi

chiz kya hai pyar ye ik dawa hai yaar ye

ye dawaa kabhi kabhi gam ka jaam ban gayi

zindagi ki har subah ek shaam ban gayi

raushni chali gayi

raushni chali gayi rah gayaa dhuaan dhuaan

jal rahi hai ye zamin jal rahaa hai aasmaan

dor tut jaati hai jode gaanth aati hai

shaadi aur byaahe rishta ek baar ka

saat janam ke waaste ek wada pyar ka

shaadi aur byaahe rishta ek baar ka

saat janam ke waaste ek wada pyar ka

ek pal mein ho gaye

ek pal mein ho gaye phir bhi log badguman

jal rahi hai ye zamin, jal raha hai aasman

aag hai lagi huyi har taraf yaha waha

jal rahi hai ye zamin, jal raha hai aasman

aag hai lagi huyi har taraf yaha waha

jal rahi hai ye zamin, jal raha hai aasman

Explore this song