Roman script

aag dil mein, o aag dil mein aag dil mein lagi hai kuchh aisi 

dil mein tufa utha hai kuchh aisa koi hoga naa deewana mere jaisa 

gaau main aisa geet kaunsa gaau main aisa geet kaunsa 

aag dil mein lagi hai kuchh aisi dil mein tufa utha hai kuchh aisa

koi hoga naa deewana mere jaisa gaau main aisa geet kaunsa 

gaau main aisa geet kaunsa 

gaau main aisa geet kaunsa gaau main aisa geet kaunsa 

hey aaj hai garaj bijli ki meri saanso mein 

hey aaj hai garaj bijli ki meri saanso mein 

aaj hai jarur koi baat meri aaho mein 

aisa manjar mein aag jo laga de, jo leharo mein pyas jaga de

jo jamaane ko bana de deewana 

gaau main aisa geet kaunsa o gaau main aisa geet kaunsa 

aag dil mein lagi hai kuchh aisi dil mein tufa utha hai kuchh aisa

gaau main aisa geet kaunsa o gaau main aisa geet kaunsa 

come on everybody, join me hey guys

one two three four one two three four

kaise mein batau meri manjil wo geet hai 

ha kaise mein batau meri manjil wo geet hai 

haye rabba mere aisa kaunsa sangeet hai 

laga jaye suro ke aise mele, is tarah saajo aawaz khele 

har dil ka ye thanana nana nana

gaau main aisa geet kaunsa o 

gaau main aisa geet kaunsa 

aag dil mein lagi hai kuchh aisi 

dil mein tufa utha hai kuchh aisa

koi hoga naa deewana mere jaisa 

gaau main aisa geet kaunsa 

gaau main aisa geet kaunsa 

gaau main aisa geet kaunsa

Explore this song