Roman script
adami musafir hai aata hai jaata hai aate jaate raste me yade chhod jaata hai adami musafir hai aata hai jaata hai aate jaate raste me yade chhod jaata hai adami musafir hai adami musafir hai jhoka hava ka pani ka rela jhoka hava ka pani ka rela mele me rah jaye jo akela mele me rah jaye jo akela vo phir akela hi rah jaata hai adami musafir hai, aata hai jaata hai aate jaate raste me, yade chhod jaata hai kab chodta hai ye rog ji ko kab chodta hai ye rog ji ko dil bhul jaata hai jab kisi ko dil bhul jaata hai jab kisi ko wo bhulkar bhi yaad aaata hai adami musafir hai, adami musafir hai aata hai jaata hai, aata hai jaata hai aate jaate raste me yade chhod jaata hai adami musafir hai, adami musafir hai kya sath laye kya chhod aaye kya sath laye kya chhod aaye raste me ham kya chhod aaye raste me ham kya chhod aaye mazil pe jaake yaad aata hai adami musafir hai aata hai jaata hai aate jaate raste me yade chhod jaata hai jab dolati hai jivan ki naiya jab dolati hai jivan ki naiya koi to ban jaata hai khivaiya koi kinare pe hi dub jaata hai adami musafir hai aata hai jaata hai aate jaate raste me yade chhod jaata hai adami musafir hai aata hai jaata hai aate jaate raste me yade chhod jaata hai yade chhod jaata hai, yade chhod jaata hai yade chhod jaata hai
Song details
- Singer: Lata Mangeshkar
- Singer: Mohammed Rafi
- Film / album: Apnapan (1977)
- Composer: Laxmikant Pyarelal
- Lyricist: Anand Bakshi
- Actor: Jeetendra
- Actor: Reena Roy
- Actor: Iftekhar
- Actor: Aruna Irani
- Actor: Sulakhshana Pandit
- Actor: Sanjeev Kumar
- Actor: Pinchoo Kapoor
- Actor: Birbal
- Actor: Sudhir Dalvi
- Actor: Nivedita
- Actor: Master Bittu
- Actor: Madhu Chanda
- Actor: Raj Mehra
- Actor: Lata Sinha
- Actor: Kuldip Kaur
- Actor: Sunder
Song video
singer: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
actor: Jeetendra, Sanjeev Kumar, Reena Roy, Sulakshana Pandit