Roman script

raate dhalti nahi din bhi nikalta nahi
uski marzi bina patta hilta nahi
rab jo chahe wahi toh hona hai
rab jo chahe wahi toh hona hai
aadmi khilona hai aadmi khilona hai
rab jo chahe wahi toh hona hai
rab jo chahe wahi toh hona hai
aadmi khilona hai aadmi khilona hai
jina hai haske hume jivan ka har pal
koyi na jane yaha kya ho jaye kal
jina hai haske hume jivan ka har pal
koyi na jane yaha kya ho jaye kal
har khwab yaha pe sajona hai 
har khwab yaha pe sajona hai
aadmi khilona hai aadmi khilona hai
rab jo chahe wahi toh hona hai 
rab jo chahe wahi toh hona hai 
aadmi khilona hai aadmi khilona hai
aadmi khilona hai aadmi khilona hai
aadmi khilona hai aadmi khilona hai

Song details

Song video

Watch on YouTube